Site Update: Islah e Akhlaq
Site Updates February 21st, 2011
New featured audio has been updated on www.khanqah.org.
Name: Islah e Akhlaq
By: Shaikh ul Arab wal Ajam, Arif Billah Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (db)
Tags: Islah Akhlaq, Mizaah, Ghibat, Ghussa
Tags: Ghibat, Ghussa, Islah Akhlaq, MizaahTags: Ghibat, Ghussa, Islah Akhlaq, Mizaah
Asalam-u-alikum wrwb:
Alhumdillah pura bayan sun liya hai.
Bazaban-e-haal ya shair parhany ko dil chata hai
سارا جہاں ناراض ہو پرواہ نہ چاہیے
— مد نظر تو مرضی جاناناں چاہیے
بس اس نظر سے دیکھ کر ، تو کر یہ فیصلہ
— کیا کیا تو کرنا چاہیے ، کیا کیا نہ چاہیے
as-saamu alaykum. respected elders. i would like to become a mureed of hazarat sahib.
Allaah paak Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (db) ki barkat say aur unn say jo taluq hai uss ki barkat say hum sab ko iss haal mein duniya say uthaee k hamaray account mein gunah ki aik paisa bhi na ho…. ameeen
Dil mayra hojaee aik midan-e-huuuu
tu he tu ho, tu he tu ho, tu he tu
aur tannn mayr bajaee abu gil
dard-e-dil ho, dard-e-dil ho, dard-e-dil
gair say bilkul he uth jae nazar
tu he tu ae nazar dekhon jidhar
kya nazar mujh per na dali jaegi
kya mayri faryaad khali jaegi
Ah jaegi na mayri raeg’an
tujh say hai faryad Ay Rabb-e-jahan
apnay milnay ka pata koi nishaan
tu bataday mujh ko Ay ShahJahan
maza kyon patay ho tum uss k naam mein
koi tou baat hai dard-e-nihaan mein
Jaan daydi mein nay unn k naam per
Ishq mein soocha na kuch anjaam per
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Ashiqoo ka meena o jaam hai
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Ashiqoo ka meena o jaam hai
ALLAAH ALLAAH ALLAAH ALLAAH
ALLAAH ALLAAH
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Allaah Allaah kaisa pyara naam hai
Ma Sha Allah waqt ki aham zaroorath Khanqah e imdadia bharpoor kosheesh karrahahay Allah taala qubool farmaey ameem.